Yoon mu fira ke aap kaise chal diye
waqt gava ke aap, kaise chal diye
Chand lamho ka toh saath tha humara
In lamho ko luta ke aap, kaise chal diye
Humsafar the aap. Ab ajnabi bhi na rahe
Tarsa tarsa ke aap, ansu ruka gaye.
Dil tod kar, sab kuch khatam kar dala.
Kis baat ki maafi de aapko. Jab har baat ko tol tol kar uska matlab hi badal dala.
Dil ye masoom. Ab kamina kar dala.
Jo yoon mu fira ke aap aise chal diye.
Zarra zarra mita ke aapne,
rooh ko jala dala.